Jo Bhi Masroof-e-Salam-e-Shuhada Rehta Hay Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu and Roman Urdu
جو بھی مصروفِ سلامِ شہدا رہتا ہے
Go Woh Rehta Nahi Par Naam Sada Rehta Hai.
Aye Falak Bad-e-Fana Katay Gaye Dast-e-Hussain.
Ik Na Ik Zulm Tere Ghar Mein Niya Rehta Hai.
Shimar Kehta Tha Yehi Maa Hai Ali Akbar Ki.
Jis Ka Ik Hath Kalejay Pe Dhara Rehta Hai.
Hai Yeh Sharmindagi Pani Ke Na Pohchane Ki.
Naizay Pe Bhi Sar-e-Abbas Jhuka Rehta Hain.
Sham Hoti Hai Tu Ontoon Se Utartay Hain Haram.
Par Sar-e-Shah Tu Naizay Pe Charha Rehta Hai.
Ro Ke Yeh Hind Ki Beti Ne Sakina Se Kaha.
Sar Tera Kis Liye Har Waqt Khula Rehta Hai.
Woh Lagi Kehne Ke Yateemo Ki Nishani Hai Yehi.
Kurta Be Warsi Bachoon Ka Phata Rehta Hai.
Baap Mara Gaya Bhai Moye Zindaan Mein Phansi.
Iss Musibat Mein Bhala Hosh Baja Rehta Hai.
Tauf-e-Kaba Ka Tujhey Shoq Hai Uz Bas Keh :DABEER:.
Muztarib Dil Sifat-e-Qibla Numa Rehta Hai.
Poet: :Mirza Salaamat Ali Dabeer:
Noha Khuwan: :Nadeem Sarwar:
Noha Volume: :Nadeem Sarwar 2003-04:
#JoBhiMasroofeSalameShuhada
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com