Hakim e Waqt Agar Sahib e Emaan Hota Hasan Sadiq Lyrics 1999

Hakim e Waqt Agar Sahib e Emaan Hota Hasan Sadiq Lyrics 1999

Hakim e Waqt Agar Sahib e Emaan Hota Hasan Sadiq.

Ghar Nabi Zadi Ka Aisay Tu Na Veraan Hota.

De Ke Sar Sajday Mein Di Shah Ne Sajday Ko Baqa.
Warna Masjood Zamane Mein Na Yazdaan Hota.

Bazu-e-Hazrat-e-Abbas Na Kattay Ban Mein.
Chup Hi Rehne Ka Na Gar Bhai Ka Farmaan Hota.

Sar Ko Mazloom Katatay Na Agar Sajday Mein.
Na Namazein Na Yeh Rozay Na Yeh Quraan Hota.

Ghar Ki Dehleez Bhi Apni Na Mukamal Dekhi.
Kash Zainab Ke Naseebon Mein Na Zindaan Hota.

Younhi Darbar Mein Rehti Na Khari Bint-e-Ali.
Gar :AMEER: Inn Mein Sahi Koi Musalmaan Hota.

Poet: :Syed Shah Ameer Hussain Mashhadi:
Noha Khowan: :Hassan Sadiq:
Noha Volume: :Hassan Sadiq 1999-00:

#HakimeWaqt
#NohayLyrics
#tajpoint

Hakim e Waqt Agar Sahib e Emaan Hota Hasan Sadiq Lyrics 1999 Write Up Poster Image

Hakim e Waqt Agar Sahib e Emaan Hota Hasan Sadiq Lyrics 1999

Video Link

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!