Har Ranj Saha Sadma Bhi Kya Kya Na Uthaya Hasan Sadiq Lyrics 1999

Har Ranj Saha Sadma Bhi Kya Kya Na Uthaya Hasan Sadiq Lyrics 1999

Har Ranj Saha Sadma Bhi Kya Kya Na Uthaya Hasan Sadiq.

Bazar Bhi Halaat Ne Zainab Ko Dikhaya.

Pathar Tu Barastay They Magar Aag Bhi Barsi.
Jab Qafila Abid Ka Bazar Mein Aaya.

Har Zulm Pe Sajjad Ki Aankhon Tu Hain Barsein.
Par Sham Ke Bazar Ne Kuch Zyada Rulaya.

Kuch Ranj Tu Makhdoma Ko Wirsa Mein Miley They.
Par Waqt Ki Gardish Ne Ossay Bohat Sataya.

Zainab Ke Muqadar Pe Hai Taqdeer Bhi Hairaan.
Zindagi Mein Kissi Lamha Bhi Haye Chain Na Paya.

:AMEER: Bacha Dein Ko Tu Shabeer Gaye They.
Shabeer Ko Har Haal Mein Zainab Ne Bachaya.

Poet: :Syed Shah Ameer Hussain Mashhadi:
Noha Khowan: :Hassan Sadiq:
Noha Volume: :Hassan Sadiq 1999-00:

#HarRanjSaha
#NohayLyrics
#tajpoint

Har Ranj Saha Sadma Bhi Kya Kya Na Uthaya Hasan Sadiq Lyrics 1999 Write Up Poster Image

Har Ranj Saha Sadma Bhi Kya Kya Na Uthaya Hasan Sadiq Lyrics 1999

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!