Shabbir Tu Ne Aise Bhi Dard o Alam Sahe Hasan Sadiq Lyrics In Urdu 1999

Shabbir Tu Ne Aise Bhi Dard o Alam Sahe Hasan Sadiq Lyrics In Urdu 1999

Shabbir Tu Ne Aise Bhi Dard o Alam Sahe Hasan Sadiq.

Jin Ka Dehar Mein Samna Mursal Na Kar Sakay.

Maqtool Tujh Sa Dunya Mein Guzra Nahi Koi.
Khud Qatal Kar Ke Jis Ko Hain Qatil Bhi Ro Paray.

Zainab Pe Bekasi Ki Qayamat Guzar Gayi.
Abbas Tere Qatil Khaimon Mein Jab Ghusay.

Kitni Ghareeb Ho Gayi Ali Ki Baho Rubab.
Sab Khatam Jis Ke Rishtay Hain Ik Pal Mein Ho Gaye.

Ziyarat Mein Mere Barhwein Hadi Ka Hai Salam.
Unn Bibiyon Pe Jin Ke They Baloon Mein Munh Chupay.

Unn Ki :AMEER: Dunya Mein Koi Nahi Misal.
Rah-e-Khuda Mein Jin Ke Hain Naizon Pe Sar Charhey.

Poet: :Syed Shah Ameer Hussain Mashhadi:
Noha Khowan: :Hassan Sadiq:
Noha Volume: :Hassan Sadiq 1999-00:

#ShabbirTuNeAise
#NohayLyrics
#tajpoint

Shabbir Tu Ne Aise Bhi Dard o Alam Sahe Hasan Sadiq Lyrics In Urdu 1999 Write Up Poster Image

Shabbir Tu Ne Aise Bhi Dard o Alam Sahe Hasan Sadiq Lyrics In Urdu 1999

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!