Hum Ne Ghazi Ka Alam Ghar Pe Saja Rakha Hai Hasan Sadiq Lyrics 2005

Hum Ne Ghazi Ka Alam Ghar Pe Saja Rakha Hai Hasan Sadiq Lyrics 2005

Hum Ne Ghazi Ka Alam Ghar Pe Saja Rakha Hai Hasan Sadiq.

Lailaha Ki Jan Hai Maula Ghazi Ka Alam.
Deen Ki Pehchan Hai Maula Ghazi Ka Alam.

Hum Ne Ghazi Ka Alam Ghar Pe Saja Rakha Hai.
Ghar Ko Apne Maula Ka Azakhana Bana Rakha Hai.

Uthta Hai Majlis-e-Shabeer Mein Jo Tera Alam.
Har Musibat Se Humein Iss Ne Bacha Rakha Hai.

Aaj Bhi Parcham-e-Abbas Ko Dekha Tu Kaha.
Mashk Ko Seene Se Ghazi Ne Laga Rakha Hai.

Kat Gaye Bazu Alamdar Ke Darya Pe Magar.
Phir Bhi Islam Ke Parcham Ko Utha Rakha Hai.

Yeh Sabeelein Jo Muharram Mein Nazar Aati Hain.
Unn Pe Abbas Ne Khud Dast-e-Wafa Rakha Hai.

Hai Tere Bhai Ki Majlis Tera Matam Ghazi.
Fatima Zahra Ko Mehman Bana Rakha Hai.

Sarfarazi Hai Yeh :REHAN:, :HASAN SADIQ: Ki.
Apna Sar Ghazi Ke Qadmo Pe Jhuka Rakha Hai.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khowan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 2004-05:

#HumNeGhaziKaAlam
#NohayLyrics
#tajpoint

Hum Ne Ghazi Ka Alam Ghar Pe Saja Rakha Hai Hasan Sadiq Lyrics 2005 Write Up Poster Image

Hum Ne Ghazi Ka Alam Ghar Pe Saja Rakha Hai Hasan Sadiq Lyrics 2005

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!