Jab Raat Ko Ghar Mein Na Tumhein Paye Gi Sughra Hasan Sadiq Lyrics 2002

Jab Raat Ko Ghar Mein Na Tumhein Paye Gi Sughra Hasan Sadiq Lyrics 2002

Jab Raat Ko Ghar Mein Na Tumhein Paye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra Hasan Sadiq.

Dewaron Se Sar Dekhna Takraye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra.

Baba Mujhe Ab Tum Se Shikayat Nahi Koi.
Ro Ro Ke Tumhein Jaan Se Guzar Jaye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra.

Aawaz-e-Azaan Kan Mein Jab Aaye Gi Baba.
Tanhai Mein Bhai Ko Kahan Paye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra.

Tum Ghar Se Gaye Jab Se Mera Haal Na Pocha.
Tum Khud Hi Kaho Kis Tarha Jee Paye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra.

Veeran Nazar Aaye Ga Jab Aap Ka Hujrah.
Aankhon Se Lahu Qalb Ka Barsaye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra.

:REHAN: Magar Kaun Yeh Sughra Ko Bataye.
Jab Aisi Madine Mein Khabar Paye Gi Sughra Mar Jaye Gi Sughra.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khowan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 2001-02:

#MarJayeGiSughra
#NohayLyrics
#tajpoint

Jab Raat Ko Ghar Mein Na Tumhein Paye Gi Sughra Hasan Sadiq Lyrics 2002 Write Up Poster Image

Jab Raat Ko Ghar Mein Na Tumhein Paye Gi Sughra Hasan Sadiq Lyrics 2002

Video Link
error: Content is protected !!