Maqtal Mein Dhondti Hai Asghar Ko Sakina Hasan Sadiq Lyrics 2002

Maqtal Mein Dhondti Hai Asghar Ko Sakina Hasan Sadiq Lyrics 2002

Maqtal Mein Dhondti Hai Asghar Ko Sakina Hasan Sadiq.

Jhola Bhi Mila Khali Asghar Ka Kahin Na.

Kaisay Piyon Main Pani Keh Pani Mein Bhi Tum Ho.
Tumhein Dhondon Kaisay Asghar Kahan Rait Mein Gum Ho.
Tum Se Bichar Ke Bhaiyya Nahi Behan Ko Jeena.

Choti Si Qabar Dekhi Masoma Ne Jis Dam.
Banhoon Mein Ossay Le Kar Karne Lagi Matam.
Khali Qabar Pari Thi Our Gum Tha Nagina.

Khon-e-Jigar Se Likhon Woh Zoor-e-Qalam Do.
Juz Gham Ali Asghar Ke Koi Our Na Gham Ho.
Barhta Hi Rahe Har Dam Iss Gham Ka Khazeena.

Palkon Pe Durray Gham Ko Tum Logo Sajao.
Matam Ko Tum Waseela Bakhshish Ka Banao.
Hai Misal-e-Kashti-e-Nooh Panjtan Ka Safena.

Jis Tarha Zalimo Ne Naizay Mein Proya.
Yeh Dekh Roi Dharti Anbar Bhi Tha Roya.
:KHURSHEED: Ko Phir Bhola Manzar Woh Kabhi Na.

Poet: :Haider Khursheed:
Noha Khuwan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 2002-03:

#MaqtalMeinDhondtiHai
#NohayLyrics
#tajpoint

Maqtal Mein Dhondti Hai Asghar Ko Sakina Hasan Sadiq Lyrics 2002 Write Up Poster Image

Maqtal Mein Dhondti Hai Asghar Ko Sakina Hasan Sadiq Lyrics 2002

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!