Nok e Sina Pe Kehta Tha Ye Sar Hussain Ka Hasan Sadiq Lyrics 1998

Nok e Sina Pe Kehta Tha Ye Sar Hussain Ka Hasan Sadiq Lyrics 1998

Nok e Sina Pe Kehta Tha Ye Sar Hussain Ka Hasan Sadiq.

Ghar Ghar Mein Hoga Dekhna Matam Hussain Ka.
Kya Kar Saka Laeen Tera Khanjar Hussain Ka.

Aankhon Ka Noor Qalb Ki Taqat Chali Gayi.
Ghorey Se Jab Gira Ali Akbar Hussain Ka.

Zahra Ne Apne Hath Rakhay Taig Ke Talay.
Sar Katne Laga Jo Sitamgar Hussain Ka.

Yeh Imtehan-e-Sabar Tha Warna Aye Shamiyo.
Bhari Tha Pori Foaj Pe Asghar Hussain Ka.

Kuch Borhay Kuch Jawan Our Aik Sheer Khawar.
Lakhon Ke Samne Tha Yeh Lashkar Hussain Ka.

:REHAN: Mujh Ko Dekh Kar Janat Pukar Uthi.
Aane Do Aa Raha Hai Yeh Nokar Hussain Ka.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khuwan: :Hassan Sadiq:
Noha Volume: :Hassan Sadiq 1998-99:

#SarHussainKa
#NohayLyrics
#tajpoint

Nok e Sina Pe Kehta Tha Ye Sar Hussain Ka Hasan Sadiq Lyrics 1998 Write Up Poster Image

Nok e Sina Pe Kehta Tha Ye Sar Hussain Ka Hasan Sadiq Lyrics 1998

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!