Haider Ka Janaza Sajjad Zaidi – Mesum Zaidi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Haider Ka Janaza Sajjad Zaidi – Mesum Zaidi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

یہ حیدرؑ کا جنازہ ہے

Yeh Haider Ka Janaza Hai.
Wasi-e-Mustafa Ka Kul Ke Maula Ka Janaza Hai.
Amama Jis Ka Khoon Mein Bhar Gaya Oss Ka Janaza Hai.
Janazay Se Lipat Kar Betiyaan Be Haal Hoti Hain.
Tarap Kar Zainab-o-Kulsoom Ka Rona Batata Hai.
Qayamat Dhaya Rahi Hai Aaj Tak Uneeswin Ramzaan.
Jo Ab Har Saal Hi Ikeeswin Ramzaan Ko Uthta Hai.
Uthatay Hain Na Jane Kis Tarha Baba Ki Maiyyat Ko.
Ghamo Ki Rah Par Yeh Sarwar-o-Shabar Ka Noha Hai.
Ali Ka Khon-e-Na Haq Keh Raha Hai Dastaan Gham Ki.
Jo Barpa Hai Zamane Bhar Mein Woh Matam Yeh Kehta Hai.
Yehi Gul Hai Yateemo Ka Sahara Uth Gaya Haye.
Yeh Doba Gham Mein Har Majboor Ka Bekas Ka Chehra Hai.
Hai Turbat Fatima Zahra Ki Haye Soag Mein Dobi.
Zameen Par Arsh Par Noha Yeh Sare Anbiya Ka Hai.
Jaloson Mein Uthatay Hain Jo Hum Taboot Haider Ka.
Hamari Aankh Se Phir Ashk-e-Gham Yeh Keh Ke Behta Hai.
Kisay Maloom Hai Kya Dukh Mila Hai Sogawaron Ko.
Kissi Ko Kya Khabar Kis Dil Se Yeh :IZHAR: Likhta Hai.
Poet: :Ali Izhar:
Noha Khuwan: :Sajjad Zaidi – Mesum Zaidi:
Noha Volume: :Rizwan Zaidi 2022-23:
Compostion: :Raza Shah:
#HaiderKaJanaza
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!