Ro Rahi Hai Aaj Tak Shabbir Khak e Karbala Hasan Sadiq Lyrics In Urdu and Roman Urdu
رو رہی ہے آج تک شبیرؑ خاکِ کربلا
Go Mualla Main Hoi Afsoos Tu Zibha Howa.
Jab Chupaya Main Ne Daman Mein Tere Be Sheer Ko.
Zalimo Ne Naizon Se Seena Mera Chalni Kiya.
Thartharai Khoob Peeti Our Roi Khoob Thi.
Hasan Ki Bewah Ke Armano Ka Sehra Jab Luta.
Robaro Mere Hoye They Anbiya Par Zulm Bhi.
Lasha-e-Akbar Tarapta Mujh Se Na Dekha Gaya.
Bachoon Ko Yeh Aas Thi Keh Chacha Pani Laye Ga.
Pani Ka Na Pohanchna Ghazi Ke Dil Ko Kha Gaya.
Go Main Pardah Ban Gayi Thi Waris-e-Tatheer Ka.
Khak Sar Zainab Mein Ya Rab Waqt Kaisa Aa Gaya.
Lasha-e-Aoun-o-Muhammad Par Koi Waris Na Tha.
Sabar-e-Zainab Dekh Kar Munh Ko Kaleja Aa Gaya.
Munkir-e-Sajda-e-Aadam Ho Ke Shaitaan Ho Gaya.
Sajda-e-Shabeer :NAJFI: Azmat-e-Yazdaan Howa.
Poet: :Afzal Hussain Najfi:
NohaKhowan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 2007-08:
Composition: :Hasan Sadiq:
#RoRahiHaiAajTak
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com