Ghadeer e Khum Pe Howa Intehab Kafi Hai Ammar Yasir Magsi Lyrics Urdu 2023
Ghadeer e Khum Pe Howa Intehab Kafi Hai Ammar Yasir Magsi.
Humein Hadees-e-Risalat Maab Kafi Hai.
Ghadeer-e-Khum Pe Howa Intekhab Kafi Hai.
Samjhna Chaho Agar Kulona Muhammad Ko.
Khateeb-e-Nook-e-Sina Ka Khitab Kafi Hai.
-->
Ossi Zaban Se Jari Howa Tha Lau La Ali.
Jo Keh Rahi Thi Khuda Ki Kitab Kafi Hai.
Sawal-e-Bait-e-Fasiq Ko Hashar Tak Ke Liye.
Hussain Teri Nahi Ka Jawab Kafi Hai.
Woh Aik Ashk Jo Romal-e-Syeda Pe Girey.
Woh Aik Ashk Bara-e-Sawab Kafi Hai.
Poet: :Ammar Yasir Magsi:
#GhadeereKhumPeHowa
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Ghadeer e Khum Pe Howa Intehab Kafi Hai Ammar Yasir Magsi Lyrics Urdu 2023 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
