Qabar e Zehra Hai Aaj Bhi Be Saya Salam Din Hussaini Lyrics In Urdu

Qabar e Zehra Hai Aaj Bhi Be Saya Salam Din Hussaini Lyrics In Urdu

قبرِ زہراؑ ہے آج بھی بے سایہ

Jis Ke Baba Ka Zameen Par Na Tha Saya, Na Tha Saya.

Main Giri Khak Pe Mara Jo Tamacha Mujh Ko.
Mere Pehlu Pe Jo Iss Ne Dar Giraya Dar Giraya.
Haq Tha Darbar Mein Jo Mera Haan Main Lainay Gayi.
Bharay Darbar Mein Zahra Ko Jhutlaya, Jhutlaya.
Mere Baba Ki Wasiyat Pe Jo Zulm Howa.
Reza Reza Kar Ke Iss Ko Hai Giraya, Hai Giraya.
Baad Baba Ke Yeh Zahra Pe Sitam Our Howa.
Jhuk Gayi Meri Kamar Haye Haq Bhi Khaya, Haq Bhi Khaya.
Kalma Go Baba Tere Baad Badal Gaye Aisay.
Bandh Haider Ko Madine Mein Jab Phiraya, Jab Phiraya.
Qatal-e-Mohsin Bhi Kiya Our Sitam Kya Ho :SALAM:.
Baad Baba Ke Yeh Ummat Ne Rang Dikhaya, Rang Dikhaya.
Poet: :Salam Din Hussaini:
Noha Khuwan: :Salam Din Hussaini:
Noha Volume: :Salam Din Hussaini 2023-24:
Composition: :Mehtab Ali Shahani:
#QabareZehra
#NohayLyrics
#tajpoint

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!