Neema e Ramzan Mein Mola Hasan Lyrics In Urdu 2024

Neema e Ramzan Mein Mola Hasan Lyrics In Urdu 2024

Neema e Ramzan Mein Mola Hasan Lyrics

Ghar Mein Zahra Ke Hoye Paida Hasan.

Aap Hi Ke Noor Se Kaun-o-Makaan.
Hashar Tak Roshan Rahein Gay Ya Hasan.

Gaud Mein Le Kar Rasool ALLAH Ne.
Muskura Kar Naam Hai Rakha Hasan.

Ho Mubarak Fatima, Bolay Nabi.
Hai Attaye Kibriya Beta Hasan.

Apne Seene Se Laga Kar Mustafa.
Bolay Mere Dil Ka Chain Aaya Hasan.

Ashabahat Khalqi-o-Khulqi Kehte They.
Mustafa Khud Aap Ko Maula Hasan.

Bolay Yousuf Dekh Kar Husan-e-Hasan.
Hai Hasen-o-Meh Jabeen Kitna Hasan.

Ho Gayi Dugni Baharein Khuld Ki.
Pehla Malik Khuld Ka Aaya Hasan.

Affo Esiyaan Ho Gaye, Main Ne Likha.
Jab Sar-e-Qirtas Ya Maula Hasan.

Umar Bhar Likhta Rahe Teri Sana.
:MOHTASHAM: Tera Gada Maula Hasan.

Poet: :Mirza Ahsan Abbas Mohtasham:
Manqabat Khuwan: :Mirza Ahsan Abbas Sheraz:

#MolaHasan
#ManqabatLyrics
#tajpoint

Neema e Ramzan Mein Mola Hasan Lyrics In Urdu 2024 Write Up Poster Image

Neema e Ramzan Mein Mola Hasan Lyrics In Urdu 2024

Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :

Leave a Comment

error: Content is protected !!