Nazm e Hayat o Rizq Ka Nazim Mera Taqi Lyrics Urdu 2025
Nazm-e-Hayat o Rizq Ka Nazim Mera Taqi.
Shagird Inn Ka Ilm Hai Aalam Mera Taqi.
Sorat Nabi-e-Pak Ki Seerat Hussain Ki.
Haibat Mein Ali, Sabar Mein Kazim Mera Taqi.
-->
Sari Jo Saltanat Hai Jahan Motaqeen Ki.
Oss Sari Saltanat Ka Hai Hakim Mera Taqi.
Janat Hai Inn Ka Ishq Tu Dozakh Hain Inn Ka Bair.
Yani Hai Khuld-o-Naar Ka Qasim Mera Taqi.
:TASEER: Howa Jaisay Hai Lazim Hayat Ko.
Hai Youn Quran-e-Pak Ko Lazim Mera Taqi.
Poet: :Afaque Hussain Taseer:
Manqabat Imam Muhammad Taqi AS
#MeraTaqi
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Nazm e Hayat o Rizq Ka Nazim Mera Taqi Lyrics Urdu 2025 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
