Gham Mein Besheer Ke Zakir Bilawal Ali Hussaini Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Gham Mein Besheer Ke Zakir Bilawal Ali Hussaini Lyrics In Urdu and Roman Urdu

غم مِیں بے شیر کی جو اشک بہاتا ہوگا

Gham Mein Be Sheer Ki Jo Ashk Bahata Hoga.
Yani Zahra Ki Dua Roz Woh Pata Hoga.
Unki Khushiyon Ki Zamanat Hai Gham-e-Karb-o-Bala.
Sheh Ke Shamshah-e-Pe Jo Rota Rulata Hoga.
Thi Sakina Issi Umeed Mein Asghar Mera.
Ho Ke Serab Abhi Nehar Se Aata Hoga.
Pyas Be Sheer Ki Maqtal Mein Bujhi Teeron Se.
Maa Ko Bas Gham Yehi Reh Reh Ke Satata Hoga.
Dekhti Hoon Gi Mere Bachay Ko Hasrat Se Rubab.
Jab Bhi Be Sheer Ka Jhola Woh Uthata Hoga.
Woh Bhi Majlis Mein Bohat Roye Ga Ik Roz :NAFEES:.
Jo Bhi Asghar Ke Musayab Ko Sunata Hoga.
Poet: :Nafees Hallauri:
Noha Khuwan: :Murtaza Ameeri Baltistani:
Noha Khuwan: :Zakir Bilawal Ali Hussaini:
Noha Volume: :Zakir Bilawal Ali Hussaini 2022-23:
Composition: :Murtaza Ameeri Baltistani:
#GhamMeinBesheerKe
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!