Bain ul Harmain 1-2

Bain ul Harmain 1-2

بین الحر مین1-2

Khaimazan Hain Yeh Jinna Do Haram Ke Darmiyaan.
Aashiqon Ke Karwaan Hain Do Haram Ke Darmiyaan.
Aasmaan Wale Kahan Hain Do Haram Ke Darmiyaan.
Do Jahan Ke Do Jahan Hain Do Haram Ke Darmiyaan.
Jis Muhammad(AS) Se Yahan Chahein Mulaqatein Karein.
Aiye Iss Arsh Par Allah Se Batein Karein.
Hai Aik Taraf Abbas(AS) Tere.
Our Aik Taraf Hain Mula Hussain(AS).
Aye Arz-e-Yaqeen Kabe Ki Zameen.
Kehti Hai Tujhe Kaba Qosain.
Yeh Zameen Chand Sitaron Ki Jabeen Lagti Hai.
Kehkishaan Iss Ke Tasaduq Mein Haseen Lagti Hai.
La-Makani Ki Hadoon Se Yeh Qareen Lagti Hai.
Yeh Tu Qosain Se Aagay Ki Zameen Lagti Hai.
Jo Arsh Pe Tha Pehle Nalain.
Oss Ne Bhi Utari Hai Nalain.
Han Bolne Lagti Hai Khamoshi-e-Jazbaat Yahan.
Ishq Ki Jari Hai Sadiyon Se Ibadaat yahan.
Sare Aashiq Humein Mil Jate Hain Ik Sath Yahan.
Our Nabiyon Se Bhi Hoti Hai Mulaqat Yahan.
Adam(AS) Bhi Yahin Esa(AS) Bhi Yahin.
Milte Hain Yahin Par Zulqarnain.
Poet: :Mir Takallum Mir:
Manqabat Khowan: :Mir Hasan Mir:
Manqabat Volume: :Mir Hasan Mir 2017-18:
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!