Aise Hum Saqi-e-Kausar Ki Taraf Dekhte Hain.

Aise Hum Saqi-e-Kausar Ki Taraf Dekhte Hain.

ایسے ہم ساقیءکوثر کی طرف دیکھتے ہیں 

Jis Tarha Piyase Samandur Ki dTaraf Dekhte Hain.
Yaad Aata Hai Humein Tera(13) Rajab Ka Manzar.
Jab Bhi Allah Tere Ghar Ki Taraf Dekhte Hain.
Khud Samaj Jata Hai Malik Ka Ishara Malik.
Bas Ali(AS) Malik-e-Ashtar(AS) Ki Taraf Dekhte Hain.
Ayatein Hoon Ya Muhammad(SAWW) Hoon Amaan Ki Khatir.
Fatima Zahra(SA) Ki Chadar Ki Taraf Dekhte Hain.
Jab Nusehri Mere Mula(AS) Ko Khuda Kehta Hai.
Hans Ke Salman(AS) Abuzar(AS) Ki Taraf Dekhte Hain.
Hosla Apna Barhane Ke Liye Mushkil Mein.
Anbiya(AS) Khud Ali Asghar(AS) Ki Taraf Dekhte Hain.
Ruk Ja Aye Maut Ziyarat Ka Maza Lene De.
Hum Abhi Chehra-e-Haider(AS) Ki Taraf Dekhte Hain.
Lafz Khud Aal-e-Muhammad(AS) Ki Sana Mein :AKBAR:.
Joor Kar Hath Sukhnwar Ki Taraf Dekhte Hain.
Poet: :Hasnain Akbar:
Manqabat Khuwan: :Mir Hasan Mir:
Manqabat Volume: :Mir Hasan Mir 2017-18:
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!