Ya Fatima Ya Hussain Lyrics In Urdu 2011
Ya Fatima Ya Hussain.
Qabze Mein Kis Ke Hai Haq-e-Shifat Ya Fatima SA Ya Hussain AS.
Koan Dilaye Ga Mehshar Mein Janat Ya Fatima SA Ya Hussain AS.
Zamane Mein Sab Se Juda Matami Hai.
Yeh Kis Ki Dua Ka Sila Matami Hai.
Kis Ke Sabab Se Hai Shiyon Ki Khilqat.
Ya Fatima SA Ya Hussain AS.
Yeh Majlis Yeh Pursa Yeh Gham Our Yeh Nohay.
Musallay Pe Seeno Ke Matam Ke Sajday.
Humein Koan Deta Hai Matam Ki Taqat.
Ya Fatima SA Ya Hussain AS.
Nabi-o-Ali Ka Sahara Hai Zahra.
Safina Hai Sarwar Kinara Hai Zahra.
Tu Bakshish Ko Kis Ko Pukaray Yeh Ummat.
Ya Fatima SA Ya Hussain AS.
Gham-e-Sheh Mein Yeh Aanson Ka Bahana.
Kahan Ja Raha Hai Humara Khazana.
Mile Gi Humein Kis Se Ashkon Ki Qimat.
Ya Fatima SA Ya Hussain AS.
Banaya Tha Rab Ne Zamane Ko Jis Din.
Khuda Ne Likhi Sab Ki Taqdeer Lekin.
Azadar Ki Kis Ne Likhi Hai Qismat.
Ya Fatima Ya Hussain.
:WAJHI:-e-Zamaan Ka Yahi Hai Wazifa.
Yehi Tu Hai :ZILL-E-RAZA: Ka Bhi Kalma.
Issi Wird Se Payi Hia Sab Ne Shohrat.
Ya Fatima Ya Hussain.
Poet: :Allama Syed Zille Saqlain Zaidi:
Manqabat Khuwan: :Syed Wajhi Hasan Zaidi:
Manqabat Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2011-12:
#YaFatimaYaHussain
#ManqabatLyrics
#tajpoint