Azadar 2 Lyrics In Urdu Nadeem Sarwar 2018

Azadar 2 Lyrics In Urdu Nadeem Sarwar 2018

Azadar 2 Lyrics In Urdu

Wallah Anmol-o-La-Zawwal Yeh Rishta Hai Azadar.
Khadim Hain Azadar Tu Aaqa Hain Ya Hussain.
Dunya Mein Jo Hussain Ka Banta Hai Azadar.
Nasloon Ko Ba-Murad Banata Hai Ya Hussain.
Jo Bhi Gham-e-Hussain Manata Hai Azadar.
Oss Ke Sabhi Ghamo Ko Mitata Hai Ya Hussain.
Farsh-e-Azza Jo Ghar Mein Bichata Hai Azadar.
Ghar Aise Khush Naseeb Ke Aata Hai Ya Hussain.
Matam Jo Sheh Ka Dhop Mein Karta Hai Azadar.
Daman Mein Oss Ko Apne Chupata Hai Ya Hussain.
Abbas Ka Alam Jo Uthata Hai Azadar.
Oss Ko Wafa Shiar Banata Hai Ya Hussain.
Rutba Agar Shaheed Ka Pata Hai Azadar.
Mar Kar Bhi Jeena Oss Ko Sikhata Hai Ya Hussain.
Jo Rizq Bhi Naseeb Se Pata Hai Azadar.
Deta Khuda Hai Our Dilata Hai Ya Hussain.
Labaik Ya Hussain Jo Kehta Hai Azadar.
Zawwar Oss Ko Apna Banata Hai Ya Hussain.

Poet: :Rehan Azmi:
Poet: :Nadeem Sarwar:
Noha Khuwan: :Nadeem Sarwar:
Noha Volume: :Nadeem Sarwar 2018-19:

Azadar 2 Lyrics In Urdu Nadeem Sarwar 2018 Write Up Poster Image

Azadar 2 Lyrics In Urdu Nadeem Sarwar 2018

Video Link