Hussain Hai Tu Hai Laillah Lyrics In Urdu and Roman Urdu
حسینؑ ہے تو ہے لاالہ
Karbal Mein Haq Ne Yeh Di Thi Sada Hussain Hai Tu Hai Laillah.
Hussain ka Sara Ghar Lut Gaya Deen-e-Khuda Lekin Bach Gaya.
Kaise Parhi Jati Hain Namazein.
Yeh Dar-e-Karbal Tu Dekho Khudara.
Gardan Pe Zarbein Jo Chalti Rahin.
Lekin Na Sajday Se Sar Utha.
Kabhi Tukray Qasim Ke Chunta Raha.
Kabhi Bazo-e-Ghazi Dhondta Raha.
Kabhi Seena-e-Akbar Se Barchi Nikali.
Kabhi Chalni Asghar Ka Dekha Gala.
Waqt-e-Asar Aik Masooma Bali.
Maqtal Mein Baba Ko Lipti Hoi Thi.
Zalim Ne Galon Pe Mare Tamachay.
Khoon Mein Ossay Rangeen Kar Diya.
Sar Katne Wale Bhi Namazi.
Jis Ka Kata Sar Woh Bhi Namazi.
Lekin Woh Wajda-e-Shabiri Ne Dekho.
Deen Ko Abhi Tak Zinda Rakha.
Yeh Tu Zakhm Koi Mamooli Nahi Hai.
Behno Ke Samne Satar Qadam Par.
Be Jurm Behno Ke Pyasay Bhai Ko.
Bedardi Se Kare Zalim Zibha.
Sar Bhi Diya Ghar Ki Di Chadarein Bhi.
Deen Ke Alam Ko Na Jhukne Diya.
Qurban Maula Ne Sab Kuch Kiya.
Mere Khuda Aik Abid Siwa.
Quraan Ke Qariyon Our Hajiyon Ne.
Hussain Ka Sar Naizay Charhaya.
Phir Bhi Katay Sar Se Nook-e-Sina Par.
Shabir Quran Parhta Raha.
Tarz-e-Hussain Pe Ab Zindagi Yeh.
:HAMEED: Aao Mil Kar Guzarein.
:NOORULHUDA: Warna Dunya Mein Tu.
Jeene Ka Koi Nahi Faida.
Poet: :Abdul Hameed Memon:
Noha Khuwaan: :Noorulhuda Kazmi:
Noha Volume: :Noorulhuda Kazmi 2019-20:
New Nohay Lyrics 1441 Hijri 2019
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com