ٹ کریں -->

Hum Se Gham-e-Shabbir Bhulaya Nahi Jata Lyrics In Urdu 2020

Hum Se Gham-e-Shabbir Bhulaya Nahi Jata Lyrics In Urdu 2020

Hum Se Gham-e-Shabbir Bhulaya Nahi Jata.

Yeh Dagh Kalejay Se Mitaya Nahi Jaya.

Itnay Tan-e-Shabeer Pe Hain Teer Numaya.
Bachi Ko Bhi Seene Se Lagaya Nahi Jata.

-->

Qasim Ki Na Umeed Rakho Madar-e-Qasim.
Lashay Ki Yeh Halat Hai Keh Laya Nahi Jata.

Uthtey Hain Kabhi Baithtay Hain Maula Akelay.
Kiya Lasha-e-Farzand Utha Nahi Jata.

Hai Lasha-e-Akbar Pe Bujhi Pyas Ki Hichki.
Khat Fatima Sughra Ka Sunaya Nahi Jata.

Matam Mein :NISAR: Ashk Bahane Ke Yeh Din Hain.
Mela Tu Muharram Mein Manaya Nahi Jata.

Poet: :Baba Nisar Haideri:
Noha Khuwan: :Sonu Monu:
Noha Volume: :Sonu Monu 2020-21:
Composition: :Ustad Basheer Khan:

New Nohay Lyrics 1442 Hijri 2020

#HumSeGhameShabbir
#NohayLyrics
#tajpoint

Hum Se Gham-e-Shabbir Bhulaya Nahi Jata Lyrics In Urdu 2020 Write Up Poster Image

Hum Se Gham-e-Shabbir Bhulaya Nahi Jata Lyrics In Urdu 2020

Video Link

اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!

اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔

error: Content is protected !!