Aaya Hai Mah-e-Muharram Aaya Hai Syed Sabeeh Hassan Zaidi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Aaya Hai Mah-e-Muharram Aaya Hai Syed Sabeeh Hassan Zaidi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

آیا ہے ماہِ محرم آیا ہے

Parcham-e-Ghazi Jo Khula.
Dil Ko Yeh Mehsos Howa.
Sar Pe Dast-e-Jarri Ka Saya Hai.
Hum Jo Sar-e-Farsh-e-Azza.
Aaye Paye Noha Boka.
Fatima Ka Salam Aaya Hai.
Zulm Se Bezaar Raho.
Haq Ke Liye Jan Bhi Do.
Hum Ko Maula Ne Yeh Bataya Hai.
Mah-e-Azza Aane Tu Do.
Hoga Hisab Iss Ka Suno.
Iss Waba Ne Jo Zulm Dhaya Hai.
Aao Sar-e-Karb-o-Bala.
Daimi Pao Gay Baqa.
Iss Mein Noor-e-Khuda Samaya Hai.
Gham Ko Sbook Tum Na Kaho.
Jao Tu Tareekh Parho.
Sab Ghamo Par Yeh Gham Hi Saya Hai.
Hafiz-e-Quran Ho Tum.
Kaisay Musalman Ho Tum.
Zulm Aal-e-Nabi Pe Dhaya Hai.
Khak Pe Socha Hai Ossay.
Chain Se Sarwar Ne Jisay.
Apne Seene Pe Hi Sulaya Hai.
Shoor Tha Khaimon Mein Bapa.
Khon Mujahid Ka Baha.
Nanhay Asghar Ne Teer Khaya Hai.
Chain Na Zahra Ko Mila.
Kaat Liya Sheh Ka Gala.
Tu Ne Zalim Bohat Sataya Hai.
Rook :HASAN: Apna Qalam.
Ehd Tu Kar Zair-e-Alam.
Tu Ne Qismat Se Gham Yeh Paya Hai.
Poet: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Noha Khuwan: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Noha Volume: :Sabeeh Hasan Zaidi 2020-21:
Composition: :Sabeeh Hasan Zaidi:
#AayaHaiMaheMuharramAaya
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!