Be Kafan Khak E Shifa Par Askari Hassan Zaidi Lyrics In Urdu and Roman Urdu
بے کفن خاکِ شفا پر دین کا سُلطان ہے
Be Kafan Khak-e-Shifa Par Deen Ka Sultan Hai.
Noha Gar Qaidi Gaye Our Karbala Veeran Hai.
Jism Hai Keh Aayaton Pe Aayatein Likhi Hoi.
Our Sar-e-Aqdas Anni Par Bolta Quran Hai.
Lash-e-Akbar Pe Yeh Ro Ro Ke Muhari Ne Kaha.
Karbala Mushkil Hai Lekin Sham Se Aasan Hai.
Aye Ali Akbar Yeh Dasht-e-Karbala Hai Dehyan Se.
Tere Pehlu Mein Ali Asghar Ki Nanhi Jan Hai.
Halq-e-Asghar Pe Jafa Ka Teer Chal Jane Ke Baad.
Zindagi Khamosh Hai Our Maut Bhi Hairan Hai.
Ghairat-e-Islam Kya Tujh Ko Gawarah Hai Yeh Baat.
Malik-e-Kaun-o-Makaan Our Sham Ka Zindan Hai.
Matam-e-Zanjeer Our Seena Zani Keh De :RAZA:.
Yeh Muqadar Hai Hamara Our Yehi Pehchan Hai.
Poet: :Bawa Syed Ali Raza Bukhari:
Noha Khuwan: :Syed Askari Hasan Zaidi:
Noha Volume: :Syed Askari Hasan Zaidi 2022-23:
#BeKafanKhakEShifaPar
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com