Behti Rahi Furaat Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 2007

Behti Rahi Furaat Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 2007

Behti Rahi Furaat Nadeem Sarwar Lyrics

Aye Sham-e-Ghareebaan.
Behti Rahi Furat.
Khon Ho Kar Beh Gaya Akbar Ka Dil.
Muskura Kar Khatam Asghar Ho Gaye.

Karbala Ke Dasht Mein Kaisa Andhera Cha Gaya.
Aa Gayi Sham-e-Ghareebaan Surkh Hai Khak-e-Shifa.
Jal Gaye Khaimay Sar-e-Sham-e-Alam.
Kitne Manzar Khak Ho Kar Reh Gaye.

Dhal Gaya Din Sham Aayi Sham Bhi Aisi Ke Bas.
Dopehar Ke Baad Chayi Aisi Tanhai Ke Bas.
Kis Tarha Zahra Ka Ghar Loota Gaya.
Kis Tarha Be Sar Bahatar Ho Gaye.

Aaj Subh-e-Dam Yeh Ghar Roshan Bhi Tha Aabad Bhi.
Sab Ke Waris They Salamat Bhai Bhi Aoulad Bhi.
Ik Hawa Aisi Chali Pardais Mein.
Be Zabaan Bachay Bhi Be Sar Ho Gaye.

Yeh Hai Woh Sham-e-Ghareebaan Jo Qayamat Ban Gayi.
Dukhtar-e-Zahra Ke Sar Se Jis Ne Chadar Cheen Li.
Ya Rasool ALLAH Qayamat Ho Gayi.
Dakhil-e-Khaima Sitamgar Ho Gaye.

Aik Ik Qatrey Ko Tarsay Ban Mein Atfal-e-Hussain.
Mashk Zakhmi Khali Kozay Lash Pamal-e-Hussain.
Reh Gaya Maidan Mein Bekas Ka Tan.
Jashan Mein Masroof Lashkar Ho Gaye.

Martay Dam Pani Pisar Mangay Padar Majboor Hai.
Tu Bata Sham-e-Ghareebaan Alqama Kya Door Hai.
Waye Nehar-e-Alqama Behti Rahi.
Our Pyasay Qatal Akbar Ho Gaye.

Hai Wohi Manzar Wohi Khaimay Wohi Tashna Labi.
Aayi Hai Sham-e-Ghareebaan Khoon Rulanay Aaj Bhi.
Gham Humein :REHAN-o-SARWAR: Kyun Na Ho.
Mehway Matam Jab Payamber Ho Gaye.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khuwan: :Nadeem Sarwar:
Noha Volume: :Nadeem Sarwar 2006-07:

#BehtiRahiFuraat
#NohayLyrics
#tajpoint

Behti Rahi Furaat Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 2007 Write Up Poster Image

Behti Rahi Furaat Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 2007

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!