Sibt e Nabi Ka Matam Manshoor e Zindagi Hai Hasan Sadiq Lyrics 1999

Sibt e Nabi Ka Matam Manshoor e Zindagi Hai Hasan Sadiq Lyrics 1999

Sibt e Nabi Ka Matam Manshoor e Zindagi Hai Hasan Sadiq.

Matam Hi Zindagi Hai Matam Hi Bandagi Hai.

Daag-e-Yateemi De Ke Mujh Ko Kahan Gaye Ho.
Maqtal Mein Aik Bachi Baba Ko Dhondti Hai.

Abbas Ne Yeh Keh Kar Izn-e-Jehad Manga.
Mujh Se Na Dekhi Jaye Bachoon Ki Tashnagi Hai.

Bakhshish Ki Zimma Dari Oss Ki Batool Par Hai.
Shabeer Be Watan Ka Jo Shaks Matami Hai.

Nam-e-Hussain Tu Na Koi Mita Sakay Ga.
Ghar Bar Ko Luta Ke Zainab Yeh Keh Rahi Hai.

Le Ke :AMEER: Asghar Hathoon Pe Shah Bolay.
Ya Rab Qabool Karna Fidiya Yeh Aakhri Hai.

Poet: :Syed Shah Ameer Hussain Mashhadi:
Noha Khowan: :Hassan Sadiq:
Noha Volume: :Hassan Sadiq 1999-00:

#SibteNabiKaMatam
#NohayLyrics
#tajpoint

Sibt e Nabi Ka Matam Manshoor e Zindagi Hai Hasan Sadiq Lyrics 1999 Write Up Poster Image

Sibt e Nabi Ka Matam Manshoor e Zindagi Hai Hasan Sadiq Lyrics 1999

Video Link
error: Content is protected !!