ٹ کریں -->

Aamad e Syeda Ho Gai Syed Mohammad Shah Lyrics Urdu 2025

Aamad e Syeda Ho Gai Syed Mohammad Shah Lyrics Urdu 2025

Aamad e Syeda Ho Gai Syed Mohammad Shah.

Dehar Mein Aamad-e-Syeda Ho Gayi.
Nasal-e-Sadaat Ki Ibtida Ho Gayi.

Le Ke Hathoon Mein Zahra Ko Bolay Nabi.
Aaj Pori Meri Har Dua Ho Gayi.

-->

Rotiyaan Sath Zahra Ke Taqseem Kin.
Fizza Bhi Shamil-e-Hal Atta Ho Gayi.

Fatima Mera Hissa Hai Bolay Nabi.
Yani Zahra Rasool-e-Khuda Ho Gayi.

Jo Nabi Se Lara Woh Jahanum Gaya.
Jo Ali Se Lari La Pata Ho Gayi.

Keh Ke Umm-e-Abeeha Nabi Ne Kaha.
Meri Beti Meri Aamna Ho Gayi.

Teri Chadar Hai Arsh-e-Olla Syeda.
Baat Roshan Yeh Rooz-e-Kisa Ho Gayi.

Aaya Ghazi Tu Zahra Ki Aayi Sada.
Mere Mohsin Ki Zahir Wafa Ho Gayi.

Dekh Romal-e-Zahra Ka Ijaz Dekh.
Hur Ki Mati Bhi Khak-e-Shifa Ho Gayi.

Ab Namazon Ka Kya Faida Sheikh Jee.
Aap Se Majlis-e-Sheh Qaza Ho Gayi.

Tujh Ko Matam Ki Khatir Banaya Gaya.
Zindagi Teri Qeemat Ada Ho Gayi.

Main Ne :AKBAR: Kiya Shukar-e-Zahra Ada.
Nasal Meri Jo Mehway Azza Ho Gayi.

Poet: :Hasnain Akbar:
Manqabat Khuwan: :Syed Mohammad Shah:
Manqabat Volume: :Syed Mohammad Shah 2024-25:
Composition: :Sayyed Zaire Naqvi:

#AamadeSyedaHoGai
#ManqabatLyrics
#tajpoint

Aamad e Syeda Ho Gai Syed Mohammad Shah Lyrics Urdu 2025 Write Up Poster Image

Aamad e Syeda Ho Gai Syed Mohammad Shah Lyrics Urdu 2025

Video Link

اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!

اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔

error: Content is protected !!