Download Lyrics
Aye Sham Ke Musafir Manzil Teri Kahan Hai Mir Hasan Mir Lyrics In Urdu and Roman Urdu
اے شام کے مسافرمنزل تیری کہاں ہے
Zanjeer Hai Badan Par Zakhmo Se Khoon Rawaan Hai.
Be Pardah Aaj Zainab Darbar Ja Rahi Hai.
Sajjad Par Khudaya Yeh Kaisa Imtehaan Hai.
Aye Shehar-e-Be Wafa Yeh Hai Inqalab Kaisa.
Kofay Ki Shahzadi Kofay Mein Be Amma Hai.
Sad Haif Keh Musalmaan Baithay Hain Kursiyon Par.
Jakra Howa Rasan Mein Beemar Sarbaan Hai.
Hum Gir Gaye Zameen Par Amma Bachao Hum Ko.
Ontoon Se Girney Walay Bachoon Ki Yeh Fogaan Hai.
Main Sham Ki Musafat Tey Kar Ke Aa Gaya Hoon.
Rozay Pe Mustafa Ke Sajjad Ka Biyaan Hai.
Zainab Ki Be Ridai Pe Chup Hai Kyun Zamana.
Iss Waqt Kalma Go Ki Insaniyat Kahan Hai.
Chalta Rahe Ga Youn Hi Yeh Qafila Azza Ka.
Hargiz Na Chup Sakay Gi Yeh Ran Ki Dastaan Hai.
Hai Yeh Dua :MUHIB: Ki Iss Par Karam Ho Malik.
Aoulad-e-Mustafa Ka Yeh :MIR: Noha Khuwaan Hai.
Poet: :Muhib Fazli:
Noha Khuwan: :Mir Hasan Mir:
Noha Volume: :Mir Hasan Mir 2003-04:
Composition: ::
#AyeShamKeMusafir
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com