Laadli Zahra Lyrics In Urdu Shahid Baltistani 2021

Laadli Zahra Lyrics In Urdu Shahid Baltistani 2021

Laadli Zahra Lyrics In Urdu Shahid Baltistani

Apne Baba Ki Ladli Zahra.
Noor Zakhmo Se Ho Gayi Zahra.

Koi Aaya Nahi Bhujaney Ko.
Jalta Dar Dekhti Rahi Zahra.

Jane Kis Tarha Mara Zalim Ne.
Munh Ke Bal Khak Par Giri Zahra.

Tere Rukh Par Nishaan Tamachay Ka.
Kash Zainab Na Dekhti Zahra.

Karbala Sham Samarra Mashhad.
Kitne Hison Mein Bat Gayi Zahra.

Aag Se Jin Ke Jal Gaye Daman.
Ik Sakina Hai Dosri Zahra.

Hai Tasawar Mein Ghurbat-e-Haider.
Sans Leti Hai Aakhri Zahra.

Munh Ke Bal Gir Paray Ali Sun Kar.
Ab Jahan Mein Nahi Rahi Zahra.

Rakh Ke Maiyyat Lehad Mein Bolay Ali.
Ab Woh Zahra Nahi Rahi Zahra.

Aye :TAKALLUM: Hai Jane Qabar Kahan?
Itni Bekas Hai Aaj Bhi Zahra.

Poet: :Mir Takallum Mir:
Noha Khuwan: :Shahid Baltistani:
Noha Volume: :Shahid Baltistani 2020-21:
Composition: :Shahid Baltistani:

Ayyam-e-Fatima Noha 2020-21

#LaadliZahra
#NohayLyrics
#tajpoint

Laadli Zahra Lyrics In Urdu Shahid Baltistani 2021 Write Up Poster Image

Laadli Zahra Lyrics In Urdu Shahid Baltistani 2021

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!