Haye Sham Ka Bazar Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 1995

Haye Sham Ka Bazar Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 1995

Haye Sham Ka Bazar Nadeem Sarwar Lyrics

Sajjad Se Roney Ka Sabab Poch Raha Hai.
Jo Sham Mein Guzri Hai Woh Sab Poch Raha Hai.

Woh Lakh Tamashai Be Pardah Phophi Behnein.
Kaisay Na Lahu Roein Beemar Ki Phir Aankhein.
Iss Gham Ki Aziyat Ne Ossay Mar Diya Hai.

Kis Tarha Qarrar Aaye Beemar Ko Aye Logo.
Sar Naizon Pe Pyaron Ke Aate Hain Nazar Jis Ko.
Be Jurm Musafir Ki Yeh Kaisi Saza Hai.

Aankhon Se Hai Khoon Jari Ghamkhuwar Hai Bemari.
Zanjeer Hai Pairon Mein Our Tauq Bhi Hai Bhari.
Jalti Hai Zameen Sari Our Garam Hawa Hai.

Jageer Nahi Mangi Zanjeer Nahi Badli.
Saye Mein Nahi Betha Poshaak Nahi Badli.
Maa Behno Ki Khatir Woh Rida Mang Raha Hai.

Zindaan Ke Musayab Bhi Har Waqt Rolatay Hain.
Ashkon Ko Magar Apne Zainab Se Chupatay Hain.
Mar Jaye Na Zainab Yeh Kahin Soch Raha Hai.

Zindaan Se Reha Ho Ke Bhi Zindaan Mein Hain Sajjad.
Ik Nanhi Si Turbat Jo Wahan Karti Hai Faryad.
Mar Kar Bhi Rahon Qaid Mein Kya Meri Khata Hai.

Yeh Zakhm Bhi Sajjad Ko Jeene Nahi Deta.
Zakhmo Se Sakina Ke Jo Chipka Raha Kurta.
Woh Khoon Bhara Kurta Hi Kafan Oss Ka Bana Hai.

Bazar Mein Darbar Mein Zindan Mein Roye.
Chalees Baras Maut Ke Arman Mein Roye.
:REHAN: Mera Maula Tarapta Hi Raha Hai.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khuwan: :Nadeem Sarwar:
Noha Volume: :Nadeem Sarwar 1994-95:

#HayeShamKaBazar
#NohayLyrics
#tajpoint

Haye Sham Ka Bazar Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 1995 Write Up Poster Image

Haye Sham Ka Bazar Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 1995

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!